Switch to the dark mode that's kinder on your eyes at night time.

Switch to the light mode that's kinder on your eyes at day time.

MAIN NAZAR SE PEE RAHA HOON LYRICS

ANWAR MIRZAPURI

Main nazar se pee raha hoon lyrics image : "Main nazar se pee raha hoon Ye samaa badal na jaaye Na jhukaao tum nigaahein Kahiin raat dhhal na jaaye " -Anwar Mirzapuri
Main nazar se pee raha hoon lyrics image

MAIN NAZAR SE PEE RAHA HOON LYRICS IN ENGLISH

Main Nazar Se Pi Raha Hoon Ye Samaan Badal Na Jaaye
Na Jhukaao Tum Nigaahain Kahin Raat Dhal Na Jaaye

Abhi Raat Kuchh Hai Baaqi Na Utha Naqab Saaqi
Tera Rind Girte Girte Kahin Phir Sambhal Na Jaaye

Meri Zindgi Ke Maalik Mere Dil Pe Haath Rakhna
Tere Aane Ki Khushii Mein Mera Dam Nikal Na Jaaye

Mere Ashk Bhi Hain Is Mein Ye Sharaab Ubal Na Jaaye
Mera Jaam Chhoone Vaale Tera Haath Jal Na Jaaye

Main Banaa To Loon Nasheman Kisi Shaakh-e-Gulsitaan Pe
Kahin Saath Aashiyan Ke Ye Chaman Bhi Jal Na Jaaye

Mujhe Phoonkne Se Pehle Mera Dil Nikaal Lena
Ye Kisi Ki Hai Amaanat Mere Saath Jal Na Jaaye

Main nazar se pee raha hoon Lyrics Image : "Mujhe phoonkne se pehle Mera Dil nikaal lena ye kisi ki hai amaanat Mere saath jal na jaaye"  -Anwar Mirzapuri
Main nazar se pee raha hoon Lyrics Image

MAIN NAZAR SE PEE RAHA HOON LYRICS IN HINDI

मैं नज़र से पी रहा हूँ ये समाँ बदल न जाए
न झुकाओ तुम निगाहें कहीं रात ढल न जाए

मिरे अश्क भी हैं इस में ये शराब उबल न जाए
मिरा जाम छूने वाले तिरा हाथ जल न जाए

अभी रात कुछ है बाक़ी न उठा नक़ाब साक़ी
तिरा रिंद गिरते गिरते कहीं फिर सँभल न जाए

मिरी ज़िंदगी के मालिक मिरे दिल पे हाथ रखना
तिरे आने की ख़ुशी में मिरा दम निकल न जाए

मुझे फूँकने से पहले मिरा दिल निकाल लेना
ये किसी की है अमानत मिरे साथ जल न जाए

– अनवर मिर्ज़ापुरी

MAIN NAZAR SE PEE RAHA HOON LYRICS IMAGE : "Meri Zindagi ke maalik Mere Dil pe haath rakhna Tere aane ki Khushi mein Mera dam nikal na jaaye"  -Anwar Mirzapuri
MAIN NAZAR SE PEE RAHA HOON LYRICS IMAGE
MAIN NAZAR SE PEE RAHA HOON LYRICAL VIDEO
liked it? share it

SHAYARI VIDEO OF THE PERIOD

CONNECT NOW

Back to Top
close

Log In

Forgot password?

Forgot password?

Enter your account data and we will send you a link to reset your password.

Your password reset link appears to be invalid or expired.

Log in

Privacy Policy

To use social login you have to agree with the storage and handling of your data by this website. %privacy_policy%

Add to Collection

No Collections

Here you'll find all collections you've created before.