Sochta Hoon Ke Woh Kitne Masoom The (Dekhte Dekhte) Lyrics by Manoj Muntashir
Dekhte Dekhte
Song: Dekhte Dekhte … देखते देखते
Movie: Batti Gul Meter Chalu
Singer: Atif Aslam
Music Recreated by: Rochak Kohli
Lyricist: Manoj Muntashir
“Dekhte Dekhte” is a soulful and heartfelt song from the movie Batti Gul Meter Chalu, originally performed ghazal qawwali by the legendary Nusrat Fateh Ali Khan – Sochta Hoon Ke Woh Kitne Masoom The. Atif Aslam’s rendition, with lyrics by Manoj Muntashir, adds depth and emotion to this beautiful ghazal. The song captures the essence of love, loss, and the changes in life. It reflects on the innocence and purity of past moments that have evolved over time.
देखते देखते हिन्दी में
रज्ज के रुलाया
रज्ज के हंसाया
मैंने दिल खो के इश्क कमाया
माँगा जो उसने एक सितारा
हमने ज़मीन पे चाँद बुलाया
जो आँखों से.. हाय
वो जो आँखों से इक पल ना ओझल हुवे
वो जो आँखों से इक पल ना ओझल हुवे
लापता हो गए देखते देखते
सोचता हूँ..
सोचता हूँ के वो कितने मासूम थे
सोचता हूँ के वो कितने मासूम थे
क्या से क्या हो गए देखते देखते
सोचता हूँ के वो कितने मासूम थे
क्या से क्या हो गए देखते देखते
सोचता हूँ के वो कितने मासूम थे
सोचता हूँ के वो कितने मासूम थे
क्या से क्या हो गए देखते देखते
वो जो कहते थे बिछड़ेंगे ना हम कभी
वो जो कहते थे बिछड़ेंगे ना हम कभी
अलविदा हो गए देखते देखते
सोचता हूँ..
एक मैं एक वो, और शामें कई
चाँद रोशन थे तब आसमां में कई
एक मैं एक वो, और शामें कई
चाँद रोशन थे तब आसमां में कई
यारियों का वो दरिया उतर भी गया
और हाथों में बस रेत ही रह गयी
कोई पूछे के.. हाय
कोई पूछे के हमसे खता क्या हुई
क्यूँ खफ़ा हो गए देखते देखते
आते जाते थे जो सांस बन के कभी
आते जाते थे जो सांस बन के कभी
वो हवा हो गए देखते देखते
वो हवा हो गए.. हाय..
ओह हो हो..
ओह हो हो..
वो हवा हो गए देखते देखते
अलविदा हो गए देखते देखते
लापता हो गए देखते देखते
क्या से क्या हो गए देखते देखते
जीने मरने की हम थे वजह और हम ही
जीने मरने की हम थे वजह और हम ही
बेवजह हो गए देखते देखते..सोचता हूँ..
सोचता हूँ के वो कितने मासूम थे
सोचता हूँ के वो कितने मासूम थे
क्या से क्या हो गए देखते देखते
क्या से क्या हो गए देखते देखते
क्या से क्या हो गए.. ओह हो हो..
Rajj Ke Rulaaya
Rajj Ke Hansaya
Maine Dil Kho Ke Ishq Kamaaya
Maanga Jo Usne Ek Sitara
Humne Zameen Pe Chaand Bulaaya
Jo Aankhon Se… Haaye
Wo Jo Aankhon Se Ikk Pal Na Aujhal Huve
Wo Jo Aankhon Se Ikk Pal Na Aujhal Huve
Laapata Ho Gaye Dekhte Dekhte
Sochta Hoon…
Sochta Hoon Ke Woh Kitne Masoom The
Sochta Hoon Ke Woh Kitne Masoom The
Kya Se Kya Ho Gaye Dekhte Dekhte
Sochta Hoon Ke Woh Kitne Masoom The
Kya Se Kya Ho Gaye Dekhte Dekhte
Sochta Hoon Ke Woh Kitne Masoom The
Sochta Hoon Ke Woh Kitne Masoom The
Kya Se Kya Ho Gaye Dekhte Dekhte
Wo Jo Kehte The Bichhdenge Na Hum Kabhi
Wo Jo Kehte The Bichhdenge Na Hum Kabhi
Alvida Ho Gaye Dekhte Dekhte
Sochta Hoon…
Ek Main Ek Wo, Aur Shaamein Kayi
Chaand Roshan Thhe Tab Aasmaan Mein Kayi
Ek Main Ek Woh, Aur Shaamein Kayi
Chaand Roshan The Tab Aasmaan Mein Kayi
Yaariyon Ka Wo Dariya Utar Bhi Gaya
Aur Haathon Mein Bas Ret Hi Reh Gayi
Koi Puche Ke.. Haaye
Koi Puche Ke Humse Khata Kya Hui
Kyun Khafa Ho Gaye Dekhte Dekhte
Aate Jaate Thhe Jo Saans Ban Ke Kabhi
Aate Jaate Thhe Jo Saans Ban Ke Kabhi
Woh Hawa Ho Gaye Dekhte Dekhte
Woh Hawa Ho Gaye.. Haaye…
Oh Ho Ho…
Oh Ho Ho…
Woh Hawa Ho Gaye Dekhte Dekhte
Alvida Ho Gaye Dekhte Dekhte
Lapata Ho Gaye Dekhte Dekhte
Kya Se Kya Ho Gaye Dekhte Dekhte
Jeene Marne Ki Hum The Wajah Aur Hum Hi
Jeene Marne Ki Hum The Wajah Aur Hum Hi
Bewajah Ho Gaye Dekhte Dekhte…
Sochta Hoon Ke Woh Kitne Masoom The
Sochta Hoon Ke Woh Kitne Masoom The
Kya Se Kya Ho Gaye Dekhte Dekhte
Kya Se Kya Ho Gaye Dekhte Dekhte
Kya Se Kya Ho Gaye.. Oh Ho Ho…