Maana Ke Hum Yaar Nahin Lyrics by Kausar Munir

Maana Ke Hum Yaar Nahin

Song: “Maana Ke Hum Yaar Nahin” – माना के हम यार नहीं
Film: Meri Pyaari Bindu (2017)
Singer: Parineeti Chopra (Film Version), Arijit Singh (Unreleased Version)
Music: Sachin-Jigar
Lyricist: Kausar Munir

Maana Ke Hum Yaar Nahin Lyrics by Kausar Munir are soul-stirring from the 2017 Indian film “Meri Pyaari Bindu.” Written by Kausar Munir and composed by Sachin-Jigar, the song is a beautiful example of the Ghazal genre. The film version of the song is performed by Parineeti Chopra in her debut as a playback singer. The lyrics are deeply poetic and capture the essence of unspoken emotions and longing.

Additionally, there’s an unreleased version of the song featuring the soulful voice of Arijit Singh, which adds another layer of emotion to the composition. The song received critical acclaim for its composition, lyrics, and Parineeti Chopra’s heartfelt rendition. It garnered multiple award nominations, including Song of the Year at the 10th Mirchi Music Awards.

माना कि हम यार नहीं हिन्दी में

माना कि हम यार नहीं,
लो तय है कि प्यार नहीं
फिर भी नज़रें ना तुम मिलाना,
दिल का एतबार नहीं

माना कि हम यार नहीं

रास्ते में जो मिलो तो
हाथ मिलाने रुक जाना
साथ में कोई हो तुम्हारे,
दूर से ही तुम मुस्काना

लेकिन मुस्कान हो ऐसी
कि जिसमें इक़रार नहीं
नज़रों से ना करना तुम बयाँ
वो जिससे इनकार नहीं

माना कि हम यार नहीं

फूल जो बंद है पन्नो में,
तुम उसको धूल बना देना
बात छिड़ जो मेरी कहीं,
तुम उसको “भूल” बता देना

लेकिन वो भूल हो ऐसी
जिससे बेज़ार नहीं
तू जो सोए तो मेरी तरह
एक पल को भी क़रार नहीं

माना कि हम यार नहीं

किसी दराज़ के कोने में
तेरी तस्वीर मिली है
फिर वोही काँटों का सफर
वही फूलों की गली
वही फूलों की गली

Maana Ke Hum Yaar Nahin In English

Maana Ke Hum Yaar Nahin
Lo Tay Hai Ke Pyaar Nahin
Phir Bhi Nazrein Na Tum Milaana
Dil Ka Aitbaar Nahi

Maana Ke Hum Yaar Nahi…

Raaste Mein Jo Milo Toh
Haath Milaane Ruk Jaana
Saath Mein Koi Ho Tumhare
Door Se Hi Tum Muskaana

Lekin Muskaan Ho Aisi
Ki Jisme Ikraar Nahi
Nazron Se Na Karna Tum Bayaan
Woh Jis’se Inkaar Nahi

Maana Ke Hum Yaar Nahi…

Phool Jo Band Hai Panno Mein
Tum Usko Dhool Bana Dena
Baat Chhide Jo Meri Kahin
Tum Usko Bhool Bataa Dena
Lekin Wo Bhool Ho Aisi
Jis’se Bezaar Nahin
Tu Jo Soye Toh Meri Tarah
Ik Pal Ko Bhi Karaar Nahin

Maana Ki Hum Yaar Nahi…

Kisi Daraaz Ke Kone Mein
Teri Tasveer Mili Hai
Phir Wohi Kaanton Ka Safar
Wahi Phoolon Ki Gali
Wahi Phoolon Ki Gali
Share It

Follow on Instagram

CLICK HERE TO GET THE BEST SHAYARI IMAGES ON YOUR INSTAFEED

You May Also Like