SARCASTIC SHAYARI
–KARZDAAR MAYANK
(TAMAASHA NA KARO)
It is a classic New Hindi Shayari of 2020 written in fairly simple words with loads of sarcasm. This sad shayari is written in the genre of ghazal, recited and composed by the shayar (poet) himself – Karzdaar Mayank.

SARCASTIC SHAYARI ENGLISH
Bichhadhhte huye kehte hain hataasha na Karo,
Mar rahe ho to mar jaao, Tamaasha na karo
Yaadein , waade, kasmein, kisse Fareb hote hain
Humein jhoothha samajhne ka Andaaza na karo
Balaa ka husn hai us ka hosh mein to ho?
Iss musflisi pe ye shakl? Iraada na Karo
Jal ne lagaa tha jism ke un ko aana tha
Meri chita pe Aankhon ka bahaana na Karo
Kitni aasaani thi tum ko hum pe mar jaane ki
Aese jhooton se jeevan suhaana na karo
Suna hai khoob hai daulat tumhaare hamsafar ki
Ishq, ghum-e-zindagi hai, khazaana na karo
Meri maut se hi, ‘Karzdaar’ us ki aafat to tali
Ab jeene do un hein, Maut ka fasaana na karo

SARCASTIC SHAYARI HINDI
बिछड़ते हुए कहते हैं
हताशा ना करो
मर रहे हो तो मर जाओ
तमाशा ना करो
यादें, वादे, कसमें, किस्से
फरेब होते हैं
हमें झूठा समझने का
इरादा ना करो
बला का हुस्न है उसका
होश में तो हो
इस मुफलिसी पे ये शक्ल
इरादा ना करो
जल ने लगा था जिस्म
के उनको आना था
मेरी चिता पे
आंखों का बहाना ना करो
कितनी आसानी थी उनको
हमपे मर जाने की
ऐसे झूठों से
जीवन सुहाना करो
सुना है खूब है दौलत
तुम्हारे हमसफ़र की
इश्क़ ग़म- ए – ज़िन्दगी है
खज़ाना करो
मेरी मौत से ही ‘कर्ज़दार’
उसकी आफ़त तो टली
अब जीने दो उन्हें
मौत का फसाना ना करो
– कर्ज़दार मयंक
