MAANA KE HUM YAAR NAHI LYRICS
– KAUSAR MUNIR
GENRE : GHAZAL
This is a ghazal genre song written by Kausar Munir. Shayari with good composition, voice and music adds more flavor to life. So we decided to give you a bit of music as well. “Maana Ke Hum Yaar Nahin” (transl. I Admit That We Are Not Lovers Anymore) is a 2017 Hindi language song from the Indian film Meri Pyaari Bindu. Composed by Sachin-Jigar and written by Kausar Munir, the song is performed by the leading actress of the film Parineeti Chopra in her debut playback singing. The film version, a duet, is performed by Parineeti Chopra and Sonu Nigam.
LINK TO THE ARIJIT SINGH UNRELEASED VERSION OF MAANA KE HUM YAAR NAHIN
But here we are with Unreleased Version Of Maana ke hum yaar nahi lyrics with the soulful voice , Arijit Singh . All your queries and searches for : maana ke hum yaar nahin arijit singh, or in these typo : maana ke hum yaar nahi arijit singh, or the Maana ke hum yaar nahin male version. All those queries are looking for it.
The song was released on 28 March 2017 by Yash Raj Music. The song received critical acclaim for its composition, writing and Chopra’s vocal performance. “Maana Ke Hum Yaar Nahin” garnered four nominations at the 10th Mirchi Music Awards including Song of The Year and Upcoming Female Vocalist of The Year for Parineeti Chopra. Kausar Munir received a nomination for the Filmfare Award for Best Lyricist while Chopra received a nomination for the Screen Award for Best Playback Singer Female.
MAANA KE HUM YAAR NAHI LYRICS

Maana ke hum yaar nahin
Lo tay hai ke pyaar nahin
Phir bhi nazrein na tum milaana
Dil ka aitbaar nahi
Maana ke hum yaar nahi…
Raaste mein jo milo toh
Haath milaane ruk jaana
Saath mein koi ho tumhare
Door se hi tum muskaana
Lekin muskaan ho aisi
Ki jisme ikraar nahi
Nazron se na karna tum bayaan
Woh jis’se inkaar nahi
Maana ke hum yaar nahi…
Phool jo band hai panno mein
Tum usko dhool bana dena
Baat chhide jo meri kahin
Tum usko bhool bataa dena
Lekin wo bhool ho aisi
Jis’se bezaar nahin
Tu jo soye toh meri tarah
Ik pal ko bhi karaar nahin

Maana ki hum yaar nahi…
Kisi daraaz ke kone mein
Teri tasveer mili hai
Phir wohi kaanton ka safar
Wahi phoolon ki gali
Wahi phoolon ki gali
MAANA KE HUM YAAR NAHI LYRICS HINDI
माना कि हम यार नहीं, लो तय है कि प्यार नहीं माना कि हम यार नहीं, लो तय है कि प्यार नहीं फिर भी नज़रें ना तुम मिलाना, दिल का एतबार नहीं माना कि हम यार नहीं रास्ते में जो मिलो तो हाथ मिलाने रुक जाना हो, साथ में कोई हो तुम्हारे, दूर से ही तुम मुस्काना लेकिन मुस्कान हो ऐसी कि जिसमें इक़रार नहीं लेकिन मुस्कान हो ऐसी कि जिसमें इक़रार नहीं नज़रों से ना करना तुम बयाँ वो जिससे इनकार नहीं माना कि हम यार नहीं फूल जो बंद है पन्नो में, तुम उसको धूल बना देना बात छिड़ जो मेरी कहीं, तुम उसको "भूल" बता देना लेकिन वो भूल हो ऐसी जिससे बेज़ार नहीं लेकिन वो भूल हो ऐसी जिससे बेज़ार नहीं तू जो सोए तो मेरी तरह एक पल को भी क़रार नहीं माना कि हम यार नहीं किसी दराज़ के कोने में तेरी तस्वीर मिली है फिर वोही काँटों का सफर वही फूलों की गली वही फूलों की गली
कौसर मुनीर
Maana Ke Hum Yaar Nahi Lyrics from Meri Pyaari Bindu starring Ayushmann Khurrana and Parineeti Chopra. A beautiful song originally sung by Parineeti Chopra and composed by Sachin-Jigar with lyrics written by Kausar Munir.