Switch to the dark mode that's kinder on your eyes at night time.

Switch to the light mode that's kinder on your eyes at day time.

SHAYARI ON LIFE

uSOOLON SE AARAM CHAAHIYE

KARZDAAR MAYANK

Lyrical Video of Shayari on Life : Usool

Shayari on life. This new Hindi ghazal is for those who sometimes find their own set of rules suffocating. We are always faking and restraining from our wants just because of our own set of restrictions. This new Hindi ghazal 2020 is about the carelessness (Beparwahi Shayari) which the shayar ‘Karzdaar Mayank’ feels to be abundantly important for him given his own set of rules restrain him from being what he wish to be. But in the last couplets of this ‘Usool’ names ghazal, he himself asks Karzdaar to cool down a bit and not flow with the emotion of carelessness. He feels there is much to achieve and this emotion would ruin everything.

SHAYARI ON LIFE : "USOOLON SE AARAM CHAAHIYE RAAHAT BHARI SHAAM CHAAHIYE THAK GAYA HOON NAAM KE PEECHHE NAAM MERA BADNAAM CHAAHIYE" -KARZDAAR MAYANK
SHAYARI ON LIFE IMAGE

SHAYARI ON LIFE IN ENGLISH

Usoolon se aaraam chaahiye
Raahat bhaari shaam chaahiye
Thak Gaya Hoon naam ke peechhe
Naam Mera badnaam chaahiye

Pehle khud se phir zamane ko kahaa
Jhoothh ta-umr pachhtaane ko kahaa
Ab sadaayein Dil ki suni jaayein
Zara aesa intezaam chaahiye

Main bhi to ab hadd karta Hoon
Gyaan ki baatein sab karta hoon
bahut gyaan samaan Kiya
Ab thodhha Dil beimaan chaahiye

Aesi konsi izzat kamaali aakhir
Beizzat ka Khauf hai jo
Ab hota ho to ho jaaye
Kaam Mera tamaam chaahiye

Yun to sab se baatein karte hain
hum se bhi Ki to Kya Kar li
Mohtarma Ishq quboolo tum
Aankhon se aelaan chaahiye

Kya ‘Karzdaar’ tum bhi to
Bechain huye ik jazbe main
Zamaane main pehchaan chaahiye
Tumhein sar pe ilzaam chaahiye?

SHAYARI ON LIFE :"Kya 'Karzdaar' tum bhi to Bechain huye ik jazbe main Zamaane main pehchaan chaahiye Tumhein sar pe ilzaam chaahiye?" -Karzdaar Mayank
SHAYARI ON LIFE IMAGE
(adsbygoogle = window.adsbygoogle || []).push({});

SHAYARI ON LIFE HINDI

उसूलों से आराम चाहिए
राहत भरी शाम चाहिए ।
थक गया हूँ नाम के पीछे
नाम मेरा बदनाम चाहिए ।।

पहले खुद से फिर ज़माने को कहा
झूठ ताउम्र पछताने को कहा ।
अब सदाएं दिल की सुनो जाएं
ज़रा ऐसा इंतज़ाम चाहिए ।।

मैं भी तो अब हद करता हूं
ज्ञान की बातें सब करता हूं ।
बहुत ज्ञान सम्मान किया
अब थोड़ा दिल बेईमान चाहिए ।।

एसी कौन सी इज्ज़त कमाली आखिर
बेइज़्ज़त का खौफ है जो ।
अब होता हो तो हो जाए
काम मेरा तमाम चाहिए ।।

यूं तो सबसे बातें करते हैं
हम से भी तो क्या कर ली।
मोहतरमा इश्क़ कुबूलो तुम
आंखों से एलान चाहिए ।।

क्या कर्ज़दार तुम भी तो
बेचैन हुए इक जज़्बे में ।
ज़माने में पहचान चाहिए
तुम्हें सर पे इल्ज़ाम चाहिए?

– कर्ज़दार मयंक

(adsbygoogle = window.adsbygoogle || []).push({});

liked it? share it

SHAYARI VIDEO OF THE PERIOD

CONNECT NOW

Back to Top
close

Log In

Forgot password?

Forgot password?

Enter your account data and we will send you a link to reset your password.

Your password reset link appears to be invalid or expired.

Log in

Privacy Policy

To use social login you have to agree with the storage and handling of your data by this website. %privacy_policy%

Add to Collection

No Collections

Here you'll find all collections you've created before.