Switch to the dark mode that's kinder on your eyes at night time.

Switch to the light mode that's kinder on your eyes at day time.

SHAYARI ON HINDUSTAN

-KARZDAAR MAYANK

LYRICAL VIDEO OF SHAYARI ON HINDUSTAN

(THIS IS THE VIDEO LINK)

(MAIN BANDA HOON HINDOSTAAN KA)

SHAYARI ON HINDUSTAN : "Main bandaa hoon HINDOSTAAN ka Har baat se DIKKAT HOTI HAI, Beqaar ho ya, ho Achha kuchh Har kaam se DIKKAT HOTI HAI" -Karzdaar Mayank
Shayari on Hindustan Stanza 1

“Main bandaa Hoon hindostaan ka
Har baat se dikkat hoti hai,
Beqaar ho ya, ho achha kuchh
Har kaam se dikkat hoti hai!”

Shayari on Hindustan : "Jab Rupiyon ki Qeemat kuchh na Main Paison main Biq jaata hoon, Phir chaahe jiska Naam kaho Uss Naam se dikkat hoti hai"  -Karzdaar Mayank
Shayari on Hindustan Stanza 2

“Jab rupiyon ki keemat kuchh na
Main paison main biq jaata hoon,
Phir chaahe jiska naam kaho
Uss naam se dikkat hoti hai!”

Shayari on Hindustan : "Main Mulla Hoon, Main hoon Pandit Bas mera Mazhab hi sab kuchh, Dooje Mazhab ki Nafrat main Bhagvaan se DIKKAT HOTI HAI" -Karzdaar Mayank
Shayari on Hindustan Stanza 3

“Main mulla Hoon, main Hoon pandit
Bas Mera mazhab hi sab kuchh,
Dooje mazhab ki nafrat main
Bhagvaan se dikkat hoti hai!”

Shayari on Hindustan : "Haq hai, karna dange, mera Har naara main keh sakta hoon, Aazad Hain mere lafz, tujhe Kis baat se dikkat hoti hai" -KARZDAAR MAYANK
Shayari on Hindustan Stanza 4

“Haq hai, karna dange, mera
Har naara main keh sakta hoon,
Aazad Hain mere lafz,
tujhe Kis baat se dikkat hoti hai?”

SHAYARI ON HINDUSTAN : "Saanson ko Khaar bataata hoon, Dhadhhkan bas Zakhm piraauti hai; Shikwe hain Qaafi Jeene se, Marne se DIKKAT HOTI HAI" -Karzdaar Mayank
Shayari on Hindustan Stanza 5

“Saanson ko khaar batata Hoon
Dhadhhkan bas zakhm piraauti hai,
Shikwe hain Qaafi Jeene se
Marne SE dikkat hoti hai”

Shayari on Hindustan : "Mere Zimme iss Desh ki Zimmeindaari mujhse poochho na, Bas gehraai main Tarq hai Ik Sarkaar se DIKKAT HOTI HAI" -Karzdaar Mayank
Shayari on Hindustan Stanza 6

“Mere zimme iss desh ki
Zimmeindaari mujhse poochho na,
Bas gehraai main tarq hai Ik
Sarkaar se dikkat hoti hai!”

shayari on hindustan : "Haan poochho ki mene badle mein Mulk ko hai kya Lautaaya Main 'Karzdaar', mujhse poochho, Kis Haq main DIKKAT HOTI HAI" -Karzdaar Mayank
Shayari on Hindustan Stanza 7

“Haan poochho ki mene badle mein
Mulk ko hai kya lautaaya?
Main ‘Karzdaar’, mujhse poochho,
“Kis haq main dikkat hoti hai?”

SHAYARI ON HINDUSTAN IN HINDI

मैं बंदा हूं हिन्दुस्तान का
हर बात से दिक्कत होती है ।
बेकार हो या हो अच्छा कुछ
हर काम से दिक्कत होती है ।।

जब रुपियों की कीमत कुछ ना
में पैसों में बिक जाता हूं।
फिर चाहे जिसका नाम कहो
उस नाम से दिक्कत होती है ।।

मैं मुल्ला हूं मैं हूं पंडित
बस मेरा मज़हब ही सब कुछ ।
दूजे मज़हब की नफरत में
भगवान से दिक्कत होती है ।।

हक है करना दंगे मेरा
हर नारा में कह सकता हूं ।
आज़ाद हैं मेरे लफ्ज़ तुझे
किस बात की दिक्कत होती है? ।।

सांसों को खार बताता हूं
धड़कन बस ज़ख्म पिरौती है ।
शिकवे हैं काफ़ी जीने से
मरने से दिक्कत होती है।।

मेरे ज़िम्मे इस देश की
ज़िममेदारी मुझसे पूछो ना ।
बस गहराई में तर्क है इक
सरकार से दिक्कत होती है।।

हां पूछो की मैंने बदले में
मुल्क को क्या है लौटाया ।
मैं ‘कर्ज़दार’ मुझसे पूछो
किस हक में दिक्कत होती है? ।।

– कर्ज़दार मयंक

73 years after the Indian Independence, we often don’t value the sacrifices paid for us. We feel no gratitude towards those who bet their everything for the sake of this nation and still there are many patriots who are risking everything just for the well being of the nation. At the same time, there are we, the ungrateful citizens of India, who don’t give a damn about the nation and are always full of complaints. That’s precisely this ghazal is all about. Karzdaar Mayank has heavily criticized the happenings of his beloved country, Hindostaan.

The better part of the ghazal is that the ghazal has been written with the aim of criticizing ungrateful, uncultured Indians and Karzdaar Mayank represents them by representing himself, that’s what the beautiful part is. What is too commonly seen is blaming everyone but the rare sight of taking responsibility in this complainers is the sense of responsibility which is what Karzdaar claims to be the motive of the Deshbhakti ghazal (SHAYARI ON HINDUSTAN ).

This new ghazal is written in fairly simple words that can be understood by any common man with basics of Hindustaani Language. Political Parties, ‘Religious Thhekedaars’ and most importantly Indian Citizens are the basis of the ghazal, we hope to see a better nation. Let’s all do our part. Jai Hind. Jai Bhaarat.

LET US COMPLAIN LESSER AND BUILD MORE SENSE OF RESPONSIBILITY.

liked it? share it

SHAYARI VIDEO OF THE PERIOD

CONNECT NOW

Back to Top
close

Log In

Forgot password?

Forgot password?

Enter your account data and we will send you a link to reset your password.

Your password reset link appears to be invalid or expired.

Log in

Privacy Policy

To use social login you have to agree with the storage and handling of your data by this website. %privacy_policy%

Add to Collection

No Collections

Here you'll find all collections you've created before.