Switch to the dark mode that's kinder on your eyes at night time.

Switch to the light mode that's kinder on your eyes at day time.

SHAYARI ON CORONA

KARZDAAR MAYANK

INSAAN TERI BAARI HAI

LYRICAL VIDEO OF THE GHAZAL

(THIS IS THE VIDEO LINK)

“Ab Bhaag Kahaan Bhaagega, Insaan Teri Baari Hai” by Karzdaar is no less than salt on wound. When the whole world is going down with corona virus, Karzdaar has given this shayari on corona (ghazal) labeling it as a ‘Poetry on Justice’ and ‘poetry on humanity’ . He justifies all of the covid19 havoc by the misdeeds of humanity on this planet. Through Shabddkhel, Karzdaar has definitely shown his Hatred towards humanity by declaring a dog to be better than a human. But the better part is, he doesn’t leave himself out of count, he feels that ‘Karzdaar’ indeed is equally countable too for this corona dilemma. This original Indian ghazal surely puts a strong message.

Shayari on Corona : "Har ek Qisam Qudrat ki par Zulm tera jaari hai ab bhaag kahaan bhaagega, insaan teri baari hai " -Karzdaar
SHAYARI ON CORONA STANZA 1

“Har ek Qisam Qudrat ki par Zulm tera jaari hai

ab bhaag kahaan bhaagega, insaan teri baari hai “

Shayari on corona : " Laazim shaayad yeh bhi tha aukaad teri dikh jaaye Taqneeq ke peechhe tha tu, taqneeq teri haari hai" -Karzdaar
SHAYARI ON CORONA STANZA 2

” Laazim shaayad yeh bhi tha aukaad teri dikh jaaye

Taqneeq ke peechhe tha tu, taqneeq teri haari hai

Shayari on corona : "Jungle nange Kar daale, beghar kitne Kar daale Sab ko naucha hai toone, baeri qudrat saari hai" - Karzdaar
SHAYARI ON CORONA STANZA 3

“Jungle nange Kar daale, beghar kitne Kar daale

Sab ko naucha hai toone, baeri qudrat saari hai”

Shayari on corona : "Auron se behtar kehkar, sab par hi zulm Kiya hai Tu Khaaq kisi se behtar Tu khud mein beemaari hai!" -Karzdaar
SHAYARI ON CORONA STANZA 4

“Auron se behtar kehkar, sab par hi zulm Kiya hai

Tu Khaaq kisi se behtar Tu khud mein beemaari hai!”

Shayari in corona : "Kis kis ka khoon chakhaa hai, thodhhe se swaad ke peechhe Ab teri chhaunk lagegi,  tere peechhe aari hai" -Karzdaar
SHAYARI ON CORONA STANZA 6

“Kis kis ka khoon chakhaa hai, thodhhe se swaad ke peechhe

Ab teri chhaunk lagegi, tere peechhe aari hai”

shayari on corona : "Haq se poori dharti par, Jaahilpan hai dikhlaaya ab dekh tu Jaahilpan ko! sab duniya yeh qaari hai" -Karzdaar
SHAYARI ON CORONA STANZA 6

“Haq se poori dharti par, Jaahilpan hai dikhlaaya

ab dekh tu Jaahilpan ko! sab duniya yeh qaari hai”

Shayari on corona : "Beshaq karta na sajdaa, Kutta tujhse behtar hai Wo rota hai uppar se, Rab ki tu laachaari hai" -Karzdaar
SHAYARI ON CORONA STANZA 7

“Beshaq karta na sajdaa, Kutta tujhse behtar hai

Wo rota hai uppar se, Rab ki tu laachaari hai”

Shayari on corona : Shayari on corona : "Tu 'Karzdaar' likhta kya tu bhi in mein hi shaamil Teri bhi khud-daari hai har aur Mahaa-Maari hai" -Karzdaar-Karzdaar
SHAYARI ON CORONA STANZA 8

“Tu ‘Karzdaar’ likhta kya tu bhi in mein hi shaamil

Teri bhi khud-daari hai har aur Mahaa-Maari hai”

SHAYARI ON CORONA IN HINDI

“हर एक किसम क़ुदरत की पर ज़ुल्म तेरा जारी है

अब भाग कहाँ भागेगा, इंसान तेरी बारी है “

” लाज़िम शायद यह भी था औकाद तेरी दिख जाए

तकनीक के पीछे था तू, तकनीक तेरी हारी है”

“जंगल नंगे कर डाले, बेघर कितने कर डाले

सब को नोचा है तूने, बैरी क़ुदरत सारी है”

“औरों से बेहतर कहकर, सब पर ही ज़ुल्म किया है

तू खाक़ किसी से बेहतर तू खुद में बीमारी है!”

” किस किसका खून चूका है थोड़े से स्वाद के पीछे

तेरी चलके लगेगी तेरे पीछे आरी है “

“हक़ से पूरी धरती पर, जाहिलपन है दिखलाये

अब देख तू जाहिलपन को! सब दुनिया यह कारी है”

“बेशक करता न सजदा, कुत्ता तुझसे बेहतर है

वो रोता है उप्पर से, रब की तू लाचारी है”

“तू ‘कर्ज़दार’ लिखता क्या तू भी इन में ही शामिल

तेरी भी खुद-दारी है हर और महा-मारी है”

– कर्ज़दार

liked it? share it

SHAYARI VIDEO OF THE PERIOD

CONNECT NOW

Back to Top
close

Log In

Forgot password?

Forgot password?

Enter your account data and we will send you a link to reset your password.

Your password reset link appears to be invalid or expired.

Log in

Privacy Policy

To use social login you have to agree with the storage and handling of your data by this website. %privacy_policy%

Add to Collection

No Collections

Here you'll find all collections you've created before.